O Palanhare, Nirgun Aur Nyare Lyrics from Lagaan Movie – krishna bhajan

Lagaan Movie krishna bhajan

We really love this song from Lagaan movie. Hope you will also love after reading it’s lyrics.

Here are lyrics of the song

O palanhare, nirgun aur nyare -2,

tumare bin hamara kaunon nahee

Hamaree uljhan suljhao bhagwan,

tumare bin hamara kaunon nahee

Tumhe hamaka ho sambhale,

 

tumhe hamare rakhwale

Tumare bin hamara kaunon nahee – (3)

 

Chanda me tumhe toh bhare ho chandni,

suraj me ujala tumhe se

Yeh gagan hai magan,

tumhe toh diye ho isse tare

Bhagwan yeh jivan tumhe naa sanwaroge,

 

toh kya koee sanware

O palanhare nirgun aur nyare,

tumare bin hamara kaunon nahee -2

Jo suno toh kahe prabhuji hamaree hai binati,

 

Dukhi jan ko dhiraj do

Hare nahee woh kabhee dukh se

Tum nirbal ko raksha do,

 

reh paye nirbal sukh se

Bhakti ko shakti do – (2)

Jag ke jo swami ho, itani toh araj suno

Hai path me andhiyare, dedo vardan me ujiyare

O palanhare, nirgun aur nyare,

tumare bin hamara kaunon nahee

Hamaree uljhan suljhao bhagwan,

tumare bin hamara kaunon nahee – (3)

Shop

[adace_shop_the_post ids=”531,526,855,861″ id=”1535377771546″]

Pawan Sharma

Recent Posts

Lord Krishna’s Love for Shree Radhe | Emotional Bhajan | Radha Krishna Song

💖 Experience the Eternal Love of Radha Krishna 💖 Dive into the heartfelt expressions of…

2 months ago

The Divine Raas Leela

Among the countless divine pastimes of Lord Krishna, the Raas Leela holds a special place…

2 months ago

Culture of Krishna Leela in Braj

The land of Braj, often referred to as the heartland of devotion, resonates with the…

2 months ago

Radhaashtami – Celebrating the Divine Feminine in Braj

When it comes to spiritual festivals, the Braj region—comprising Vrindavan, Barsana, Mathura, and Govardhan—is a…

3 months ago

Nandotsav

The festivals and traditions of Mathura and Vrindavan are renowned for their vibrant energy and…

3 months ago

Latmar Holi: Mathura ki Ek Anokhi Leela

Mathura aur Vrindavan ke Holi ka naam sunte hi rang, gulal, aur bhakti se bhara…

3 months ago