Mujhe charno se laga le,
mere Shyam murli wale
Meri saans saans me tera,
hai naam murli wale
Mujhe charno se laga le,
mere Shyam murli wale
Meri saans saans mein tera,
hai naam murli wale
Bhakto ki tumne Kanha,
vipadaa hai taari
Meri bhi baah thaamo,
aa ke Bihaari
Bigde banaye tumne,
har kaam Murliwale
Mujhe charno se laga le,
mere Shyam murli wale
Meri saans saans mein tera,
hai naam murli wale
Patajhad hai mera jeevan,
ban ke bahaar aaja
Sun le pukaar Kanha,
bas ek baar aaja
Bechain man ke tum hi,
aaraam Murliwale
Mujhe charno se laga le,
mere Shyam murli wale
Meri saans saans me tera,
hai naam murli wale
Tum ho daya ke saagar,
janamon ki main hoon pyaasi
De do jagah mujhe bhi,
charano mein bas jara si
Subah tum hi ho, tum hi,
meri shaam murli wale
Mujhe charno se laga le,
mere Shyam murli wale
Meri saans saans mein tera,
hai naam murli wale
Mujhe charno se laga le,
mere Shyam murli wale
Meri saans saans mein tera,
hai naam murli wale
💖 Experience the Eternal Love of Radha Krishna 💖 Dive into the heartfelt expressions of…
Among the countless divine pastimes of Lord Krishna, the Raas Leela holds a special place…
The land of Braj, often referred to as the heartland of devotion, resonates with the…
When it comes to spiritual festivals, the Braj region—comprising Vrindavan, Barsana, Mathura, and Govardhan—is a…
Mathura aur Vrindavan ke Holi ka naam sunte hi rang, gulal, aur bhakti se bhara…